Darr Jata Hoon dalszövegek – Pardhaan (Tribute Song To Sam & Jay Bee)

By Shirley Howarth

Darr Jata Hoon dalszövegek pandzsábi dalból énekelte Pardhaan. Ezt pandzsábi dal Harry Cheema szerzi, a dalszövegeket Pardhaan írta.

Darr Jata Hoon dalszövegek a Pardhaanból: Desi Samnek (Sam) és Jay Bee-nek (JB) a Pardhaanból tisztelő dal, Harry Cheema, Varun Arora, Vinod Sharma, Himasnhu Arora, Cutter Fly, Pankaj Sharma, Sudhir Rana, Mayank Maheshwari, Alvin Roy, Styla.

Énekes: Pardhaan

Lyrics: Pardhaan

Zene: Harry Cheema

Hossz: 4:37

Képernyőkép a Darr Jata Hoon Lyricsről

Darr Jata Hoon dalszövegek

Is khayal se main darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Is khayal se main darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Shabad khatam par kehna chaahun bohat kuch
Bhai toh tha hi aur akela pkka dost tu
Tha tha kyun bol raha hoon main
Abhi bhi umeed hai milega kisi roz tu

Mera dil ghabra jata hai teri hustle soch ke
Itna daler tujhe hona chahiye tha fauj mein
Sahi mein yeh duniya tere kaabil nahi
Acha hua tu chla gaya swarag ko khoj ke

Par dukh is baat ka hai humein le ke nahi gaya
Yaad toh karta awaaz bhi de ke nahi gaya
Kam se kam chal jhooth hi keh de
Yahin hai aas paas tu kahin nahi gaya

Is khayaal se fő darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Is khayaal se fő darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Mere bhai, tu duniya ke hisaab se zyada hi dildaar tha
Mureed har koi aaj bhi tere vyehwaar ka
Chup chaap shaant a bus kaam par dhayaan tha
Maine tujhse seekha asli matlab aadar satkaar ka

Dil se dosti nibhaane ke kya faayde hain
Bhagwaano ki bhi na sune dosti ke apne kaayde
Har din testvér napja május 24
Doston ke alawa sab befizool raaye se hain

Teri awaaz goonjati hai mere kaano mein
Tera sonay sa dil kahaan dekha hoga insaan ne
Bhai maaf karna nahi utaar sakta karz tera
Saat janem mein na laakho gaano mein

Is khayal se main darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Is khayal se main darr jata hoon
Hum kabhi mil nahi paaenge

Hai mujhe yaad ek ek pal
Rehega zindagi bhar
Darasal kosta rehta main khud ko
Teri jage mujh manhoos ko
Jaana chahiye tha márc

Teri jageh mujh manhoos ko
Jaana chahiye tha mar..

Megrendelés Dariya Dalszöveg

Írj hozzászólást