Dhai Akhar Lyrics – Ishq Click | Mohammed Irfan

By Damini Damini Chohan

Dhai Akhar dalszöveg az Ishq Click-ből (2016), Mohammed Irfan énekli. Ez Bollywood dal Satish-Ajay szerzi, Anooj Bhajpai szövegeivel.

Az Ishq Click film főszereplője Adhyayan Suman, Sara Loren, a rendező pedig Anil Ballani.
Az Ishq Click Dhai Akhar dalszövegének főszereplője Adhyayan Suman, Sara Loren.

Song: Dhai Akhar
Énekes: Mohammed Irfan
Lyrics: Anooj Bhajpai
Zene: Satish-Ajay

Film: Ishq Click
Hossz: 6:25
Kiadó: Zee zene

Képernyőkép a Dhai Akhar Lyricsről - Ishq Click

Dhai Akhar dalszöveg


Dhai akhar prem kahani
Bezubaan naino ki zubani
Dhai akhar prem kahani
Bezubaan naino ki zubani

Padhte hi dil bas kho hi gaya
Jiska tha darr woh ho szia gaya (x2)

ó hó..

Naina mere
Mujhse hi chhup ke baraste rahein
Phir bhi bezaar na hua
Palke bicha
Bas ik jhalak teri paane ki khatir
Dhoondhe ye tera hi pata
Na jaane isey kya hua

Ishq hi aadat wahi purani
Thoda sa machla, kee nadaani (x2)

Raaton ki neendein chura le gaya
Jiska tha darr woh ho hi gaya

ó hó..

Saansein bahe
Kuch na kahein dhadke bekhabar
Kyun aitbaar na raha
Tham ke chale
Jismon ko khud se mila de ye shatir
Karde na koi ye khataa
Na jaane isey kya huaa

Pyar mein hoti hai manmaani
Padti hai keemat bhi chukani (2x)

Soye soye armaan jaga ke gaya
Jiska tha darr woh ho szia gaya…

Surr Koi dalszövegek.

Írj hozzászólást