Paan Dukaniya Lyrics From Bhola | Ajay Devgn – 2023

By Maazina Nour

Paan Dukaniya dalszöveg from Bholaa, This Latest Bollywood dal énekli Kanika Kapoor, Swaroop Khan, közreműködik Ajay Devgn, Tabu, Raai Laxmi. A Paan Dukaniya dalszövegeket Irshad Kamil írta, a zenéjét Ravi Basrur adja, a videót pedig Ajay Devgn rendezte.

Dal: Paan Dukaniya

ElőadókKanika Kapoor, Swaroop Khan

dalszöveg: Irshad Kamil

tagjai:: Ravi Basrur

Film/AlbumBholaa

Hossz: 2: 58

Felszabadított: 2023

Címke: T-sorozat

Képernyőkép a Paan Dukaniya Lyricsről

Paan Dukaniya Lyrics – Bhola

Tohri Atariya Pe Hai Daali Nazariya
Dhak Dhoon Hove Dhak Dhoonban
Haazir Hai Sewa Bolo Baanki Gujariya
Dhak Dhoon Hove Dhak Dhoonban

Kabhi Humre Bhitar Honth Laal
Tohri Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohri Paan Dukaniya

Baanka Sa Beeda Tu Lagne De
Patta Banaras Ka Chakhne De
Baanka Sa Beeda Tu Lagne De
Patta Banaras Ka Chakhne De

Kabhi Humre Bhitar Honth Laal
Tohri Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohri Paan Dukaniya

Choona Zara Sa Tu Kam Rakhna
Launga Ilaichi Mein Dam Rakhna
Chuna Zara Sa Tu Kam Rakhna
Launga Ilaichi Mein Dam Rakhna

Haan Yeh Prem Ka Hai Paan Re
Ismein Nasha Hai Tere Naam Ka
Laali Teri Dekhun Zara
Sadka Tu Lele Meri Jaan Ka

Tohri Toh Baatein Hain
Lachhedar Supaari
Jhaank Zara Dil Kehta
Sadke Baari Baari

Lagi Lagi Talab Tohri
Tadap Tadap Umar Ghuzri
Khabar Piya Le Lo Humari
Nagad Sabhi Nahi Udhari

Kabhi Humre Bhitar Honth Laal
Tohri Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohri Paan Dukaniya

Ho Yeh Hai Pareshani Duniya Mein
Dil Ki Na Maani Duniya Ne
Ho Yeh Hai Pareshani Duniya Mein
Dil Ki Na Maani Duniya Ne

Kabhi Humre Bhitar Honth Laal
Tohri Paan Dukaniya
Yoon Baaton Mein Na Humko Taal
Tohri Paan Dukaniya

Ho Dekhun Main Tere Bhi Rang Piya
Fő Hoon Malang Malang Piya
Dekhun Main Tere Bhi Rang Piya
Tu Hai Malang Malang Piya

Tohri Atariya Pe Hai Daali Nazariya
Dhak Dhoon Hove Dhak Dhoonban
Haazir Hai Sewa Bolo Baanki Gujariya
Dhak Dhoon Hove Dhak Dhoonban

Dal Dil Hai Bhola Lyrics From Bholaa (2023) | Amit Mishra

Írj hozzászólást