Raabta (címdal) Dalszöveg | Ft. Deepika Padukone 

By Tulsi Mahabir

Ezt Bollywood dal jellemzők Deepika Padukone különleges megjelenésben, A dalt énekli Arijit Singhés Nikita Gandhi, komponálta Pritam, míg a szövegeket Irshad Kamil és Amitabh Bhattacharya írta.

Énekes: Arijit Singh, Nikhita Gandhi


Album: Raabta


lírikus: Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya


zene: Pritam

Hossz: 04: 57

Zenei kiadó: T sorozat

Képernyőkép a Raabta (címdal) szövegéről

Raabta (címdal) Lyrics


Tann lade toh tann mukk jaaye
Rooh jude toh judi reh jaaye

Tujhse kiya hai dil ne bayaan
Kiya nigaahon ko zubaan
Waada wafaa ka kiya

Tujhse liya hai khud ko mila
Liya duaavon ka sila
Jeene ka sapna liya…

Dil ke makaan mein
Tu mehmaan raha, raha
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayaan kahaa ankahaa…

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta

Hmm.. Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ka jaise koi ishaara mila

Tera ehsaan lage hai jahan mein khila
Haan khila..
Sapno mein mere tera hi nishaan mila
Haan mila…

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta

Hadh se zyada mohabbat hoti hai jo
Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh

Qusoor hai ya koi yeh fitoor hai
Kyun lage sab kuch andhera hai
Bas yeh szia noor hai (x2)

Jo bhi hai manzoor hai..

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta (2x)

Na jaane kya pata…

ellenőrizze Sahibzade Do Lyrics


Írj hozzászólást