Tera Reham dalszövegek (Shreya Ghoshal) – Darr @ The Mall

By Amraoo Chhabra

Tera Reham dalszövegek a Darr @ The Mall-ból (2014), énekelte Shreya ghoshal. Ezt Bollywood dal komponálja Shankar-Ehsaan-Loy, a dalszövegeket Amitabh Bhattacharya írta.

A Darr @ The Mall film főszereplője Jimmy Shergill és Nushrat Bharucha. Pavan Kirpalani rendezésében 21. február 2014-én jelent meg.

Song: Tera Reham

Énekes: Shreya ghoshal

Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Zene: Shankar-Ehsaan-Loy

Film/album: Darr @ The Mall

A pálya hossza: 4:52

Kiadó: N / A

Képernyőkép Tera Reham Lyrics

Tera Reham dalszövegek

Ó… ó… ó… ó…

Nanhe parindon ki dua

Naa ansuni kar khuda

Kiranon mein dhal ke

Boondon mein ghul ke

Barsaate rehna sada

Tera reham, tera reham

Gham se khushi ka faasla

Hai umr ka silsila

Dhoono ka mausam

Hans ke gujaren

Sar pe rahe jo sada

Tera reham, tera reham

Hum pe yun hi tera reham

Khushiyon ki laaliyan

Pathjhad chhu na paaye

Rahe salaamat ghonsla

Baaz nahi mandraaye

Jismein mila ho zeher

Aisi nazar na lage…

Kirnon mein dhal ke

Boondon mein ghul ke

Barsaate rehna sada

Tera reham, tera reham..

Hum pe yun hi tera reham

Ó… ó… ó… ó…

Zulm ka ho keher jitni bhi martaba

Tu hi to hausla deta hai har dafa

Tujhse kabhi o…

Chhup na sake o…

Apni tamaam galtiyan

Ik akeli o…

Marzi teri o…

Apni hazaar bintiyaan

Kirnon mein dhal ke

Boondon mein ghul ke

Barsaate rehna sada

Tera reham, tera reham

Hum pe yun hi tera reham

Tera reham, tera reham

Hum pe yun hi tera reham

Tera Junoon dalszöveg Géptől

Írj hozzászólást