Tera Zikr Lyrics – Amanat Ali | Új Indipop

By Sinforoso Escobar

Tera Zikr Dalszövegek: A. Bemutatása Hind Song „Tera Zikr” Amanat Ali hangján. A dal szövegét Rajiv Rana, a zenét Ahsan Parvaiz Mehdi szerezte. 2018-ban jelent meg a Times Music nevében.

Énekes: Amanat Ali

Lyrics: Rajiv Rana

Összeállítás: Ahsan Pervaiz Mehdi

Film/album: egyetlen

Hossz: 4:13

Megjelent: 2019

Címke: Times Music

Képernyőkép Tera Zikrről

Tera Zikr Lyrics – Amanat Ali

Dhadkan ka chalna
Ab mushkil bada hai
Kaise chalenge yeh raasta
Ab gila pada hai

Ankhon ka saara paani
Ab dil mein khada hai
Dil mein paani ka jamghat
Ankhon ka suna pangat
Sab karte hai woh..

Tera zikr.. tera zikr..
Tera zikr.. tera zikr..

Kyun aasmaan ye rotha hai aise
Taaro se thise utthi hon Jaise
Chand ko jaise rog laga hain
Kisne uska chain taga hain

Meri tarah woh bhi raaton ko tadpe
Lagta hai jaise ki uspe bhi ghar pe
Sab karte hai.. woh..

Tera zikr.. tera zikr..
Tera zikr.. tera zikr..

Zikr zikr zikr

Kyun tu mujhse rooth gaya hai
Dil mein sab kuch toot gaya hai
Har ik lamha soz bana hai
Jeena jaise bhoj bana hai

Aaja tu laut ke yaar anokhe
Tune diye a jo mujhko dhoke
Sab karte hai

Tera zikr.. tera zikr.
Tera zikr.. tera zikr.

Meri Zidd Dalszöveg – Bangisztán

Írj hozzászólást