Lirik Haq Hussain – Khuda Haafiz 2 (2022)

By Emmie S. Brantley

lirik lagu haq husain dari Khuda Hafidz 2 baru Lagu Bollywood dinyanyikan oleh Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya, Anis Ali Sabri dan lagu terbaru ini menampilkan Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi. Lirik lagu Haq Hussain ditulis oleh Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli sementara musiknya juga diberikan oleh Shabbir Ahmed dan video disutradarai oleh Faruk Kabir.

Penyanyi: Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri

Lyrics: Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli

Tersusun: Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli

Film/Album: Khuda Hafidz 2

Length: 3:24

Rilis: 2022

Label: Perusahaan Musik Zee

Tangkapan layar Lirik Haq Hussain

Lirik Haq Hussain – Khuda Haafiz 2

Ragon Mein Khoon Hai

Nahi Sukoon Hai

Dehakte Kalb Mein

Bhara Junoon Hai

Zulm Ke Khilaaf

Yeh Haq Ki Jung Hai

Syamshir Pe Chadha

Lahu Ka Rang Hai

(Lahu Ka Rang Hai)

Toofaan Chal Pada

Mitaane Kaafilah

Ali Ka Noor Hai Woho

Woh Navi Ka Rantai Hai Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Husain Hai Husain Hai

Imam-E-Haq Husain Hai

Hazar Lashkaron Pe Bhari

Naam Ek Husain Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Asmaan Pe Hai Adam

Zameen Hai Lahu Se Namm

Sulagti Aag Garbh Mein

Bhadak Rahi Hai Dum Badam

Utha Humari Jism Ke

Lahu Mein Ek Ubaal Hai

Azu Ke Vaaste Yahan

Kadam Kadam Mazal Hai

Mazal Hai Mazal Hai

Tumhein Toh Ilm Hai Nahi

Zara Bhi Unke Garbh Ka

Baha Na De Kahin Tumhein

Toofaan Unke Sabr Ka

Baha Na De Kahin Tumhein

Toofaan Unke Sabr Ka

Kehar Kehar Baras Pada

Jidhar Uthaye Nain Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Husain Hai Husain Hai

Imam-E-Haq Husain Hai

Hazar Lashkaron Pe Bhari

Naam Ek Husain Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Haq Ali Haq Ali

Haq Ali Haq Ali

Masumiyat Ke Kaatilon Ka

Aaj Hoga Khatma

Hum Betiyon Ki Dhaal Hain

Sita Ho Ya Ho Fathimah

Faulaad Ke Seene Yahan

Imaan Apne Saath Hai

Na Dar Mujhe Sar Pe Mere

Maula Ali Ka Haath Hai

Tumhein Toh Ilm Hai Nahi

Zara Bhi Unke Garbh Ka

Baha Na De Kahin Tumhein

Toofaan Unke Sabr Ka

Baha Na De Kahin Tumhein

Toofaan Unke Sabr Ka

Baha Na De Kahin Tumhein

Toofaan Unke Sabr Ka

Kehar Kehar Baras Pada

Jidhar Uthaye Nain Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Husain Hai Husain Hai

Imam-E-Haq Husain Hai

Hazar Lashkaron Pe Bhari

Naam Ek Husain Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor E Haq Husain Hai

Ya Ali Maula

Haq Ali Haq Ali..

Har Daur Uthegi

Haq Ke Liye Shamshir

Har Baar Tootegi

Boorai Ki Zanjeer

Har Daur Uthegi

Haq Ke Liye Shamshir

Har Baar Tootegi

Boorai Ki Zanjeer

Jung Ki Dahaad Hai

Sar Pe Junoon Sawaar Hai

Na Behne Ka Hai Dar Ise

Lahu Ki Yeh Lalkaar Hai

Rivayate Hussain Hai Majboor Hai

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Husain Hai Husain Hai

Imam-E-Haq Husain Hai

Ya Ali

Husain Hai Husain Hai

Noor-E-Haq Hussain Hai

Maula Ali

Lagu Lirik SYL – Sidhu Moose Wala

Tinggalkan Komentar