Sawan Aaya Hai Lyrics: Bụ egwu kachasị ọhụrụ na olu Aha ya bụ Arijit Singh si Bollywood ihe nkiri 'Creature 3D'. Tony Kakkar nyere egwu egwu a, Tony Kakkar mekwara egwu a. Ọ bụ Vikram Bhatt na-eduzi ihe nkiri a. E wepụtara ya na 2014 n'aha T-Series.
Vidio egwu a na-egosi Bipasha Basu & Imran Abbas Naqvi
Onye egwu: Aha ya bụ Arijit Singh
lyrics: Tony Kakkar
Emere ya: Tony Kakkar
Ihe nkiri/ Album: Ihe okike 3D
ogologo: 4:50
Ahapụrụ: 2014
Aha: T-usoro
Sawan Aaya Hai Lyrics
Hamko ye batao doot kaise tum rehte ho
Kaise judaai ka gham yaara tum sehte ho
Hum tanha mar jayenge yaara teri yaad mein
Dekho bheege hai kitana ashqo ki barsaat mein
Zakhm dikhau kaise dil ke mere
Logo ne kitana sataya hai
Mujhe na aur rulana tu saawan ayaya hai
Mere dardo ko mitana tu saawan ayaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar ayaya hai
Mohabbat barsa dena tu, sawan ayaya hai
Dil ye dhadkta hai tere dil ke hi dhadkne se
Hum bhi tadapte hai yaar tere hi tadapne se
Ishq mein dooba dooba hoon
Mujhko na ab hosh hai
Yaar zameen ke ishq mein
Aasmaan behosh hai
Kaise dikhaun ab junoon ye mera
Tere ishq ne paagal banaya hai
Dil aur nahi dukhana tu saawan ayaya hai
Tere bi zakhm dikhana tu saawan ayaya hai
Tum se door rehna ek saja hai majboori hai
Meri zindagi to yaar tere bin adhoori hai
Abanye na kya kya kehte hai dil seh seh ke rota hai
Kaise tum ko bataun mere saat sanam kya hota hai
Apne paraye hone lage hai jab se tum ko apna banaya hai
Hamesha saath nibhana tu saawan ayaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aya hai..
Pịa ebe a maka Eji ekwe ekwe Lyrics – Khobsurat Songs | Priya Panchal