Shaitaaniyan Lyrics Site Badmashiyaan | 2015

By Richard R. Saxton

Shaitanyan Lyrics from Badmashiyaan: This Latest egwu Bollywood na-abụ abụ Ankit Tiwari sitere na ihe nkiri Hindi Badmashiyan nke na-agba Sidhant Gupta na Gunjan Malhotra. Ọ bụ Bobby – Imran dere egwu ebe Shabbir Ahmed dere egwu.

Onye egwu: Ankit Tiwari

lyrics: Shabir Ahmed

Emere ya: Bobby - Imran

Ihe nkiri/ Album: Badmashiyaan

ogologo: 4:02

Ahapụrụ: 2015

Aha: Ụlọ ọrụ Zee Music

Nseta nke Shaitaaniyan Lyrics

Shaitaaniyan Lyrics – Badmashiyaan

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Milna tera.. Milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Saath tere chalta chalun
Anjaan rahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Abụ Moh Moh Ke Dhaage Lyrics From Dum Laga Ke Haisha | 2015

Ahapụ a Comment