Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Texti – Farida Khanum

By Rhonda E. Gower

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Texti: Að kynna Hindí söngur 'Aaj Jaane Ki Zid Na Karo' í rödd Farida Khanum. Lagatextinn er saminn af Fayyaz Hashmi og tónlistina er samin af Sohail Rana. Hún var gefin út árið 2014 af Shemaroo.

Söngvari: Farida Khanum

Lyrics: Fayyaz Hashmi

Samið: Sohail Rana

Kvikmynd/plata: -

Lengd: 7:24

Slepptu: 2014

Útgefandi: Shemaroo

Skjáskot af Aaj Jaane Ki Zid Na Karo texta

Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Texti

Aaj jaane ki zd na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zd na karo
Hai mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zd na karo

Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zd na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zd na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
Inko khokar bara jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zd na karo

Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zd na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Aaj jaane ki zd na karo

Skoðaðu fyrir fróðlegri ljóðrænar sögur Aaja Ni Aaja Texti – Gurdas Maan | Punjabi lagið

Leyfi a Athugasemd