Jeena Jeena Texti – Badlapur

By Rhonda E. Gower

Haan Seekha Maine Jeena Jeena Texti úr Badlapur: Róandi rómantískt lag sungið af Atif Aslam og samið af Sachin-Jigar.

Singer: Atif Aslam

Textahöfundur: Dinesh Vijan, Priya Saraiya

Tónlist: Sachin-Jigar

Kvikmynd/plata: Badlapur

Lengd: 3:55

Slepptu: 2015

Tónlistarmerki: Eros Now tónlist

Skjáskot af texta Jeena Jeena

Jeena Jeena Texti – Badlapur

Hmm.. hmm…

Dehleez pe mere dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum

Dehleez pe merey dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan sikha maine jeena jeena kaise jeena
Haan sikha maine jeena, bara humdum
Na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na sikha jeena tere bina humdum

hmmm.. hmmm..

Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…

Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…

Jo tu mila til saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum

Haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena
Haan seekha maine jeena, bara humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum

hmmm... hmmm..

Ýttu hér fyrir fleiri texta

Leyfi a Athugasemd