Bhool Jaa Texti eftir Arijit Singh | 2023

By Jasmine B. McMahon

Bhool Jaa textar Eftir Arijit Singh, This Latest Hindí lag „Bhool Jaa“ er sungið af Arijit Singh og Piyush Shankar, og samið af Piyush Shankar á meðan Bhool Jaa textar eru fallega skrifaðir af Rashmi Virag.

Song: Bhool Jaa

ListamennArijit Singh & Piyush Shankar

Lyrics: Rashmi Virag

Samið: Piyush Shankar

Kvikmynd/plata: -

Lengd: 4: 22

Gefa út: 2023

Label: T-Series

Skjáskot af Bhool Ja texta

Bhool Jaa Texti – Arijit Singh

Door Chal Kahin Iss Jahaan Se Dil
Toot Jayega Yahan Kaanch Sa
Waqt Na Gawa Na Kisi Se Mil
Kaun Tod De Tujhe Kya Pata

Na Bacha Yahan Pe Kuchh
Tere Liye
Chal Aye Dil Ruka Hai Tu
Kys Liye

Woh Jo Tera Khwaab Tha Kabhi
Woh Jo Tera Pyar Tha Kabhi
Woh Jo Tere Saath Tha Kabhi
Bhool Ja

Woh Jo Tera Hoke Na Raha
Woh Jo Teri Aankh Se Baha
Woh Jo Toone Hanske Tha Saha
Bhool Jaa Bhool Jaa

Kuchh Na Hua Haasil
Har Mod Pe Mushkil
Naaraaz Raahein Hain
Dhundhli Si Hai Manzil

Kya Waqt Hai Aaya
Ek Pal Mein Sab Khoya
Chhip Ke Akele Mein
Badi Der Tak Roya

Aayegi Nayi Subah
Tere Liye
Kuchh Alag Likh Hai Dil
Tere Liye

Woh Jo Tera Khwaab Tha Kabhi
Woh Jo Tera Pyar Tha Kabhi
Woh Jo Tere Saath Tha Kabhi
Bhool Ja

Woh Jo Tera Hoke Na Raha
Woh Jo Teri Aankh Se Baha
Woh Jo Toone Hanske Tha Saha
Bhool Jaa Bhool Jaa

Kal Tak Toh Khushiyan Thi
Kuchh Yaar Bhi Sang The
Woh Sab Na Jaane Kyun
Ab Door Hai Hum Se

Uth Ke Chale Aaye
Hai Aaj Mehfil Se
Mashhoor Kal Tak
Apne Jahaan Kisse

Raunakein Phir Aayegi
Tere Liye
Kuchh Alag Likha Hai Dil
Tere Liye

Woh Jo Tera Khwaab Tha Kabhi
Woh Jo Tera Pyar Tha Kabhi
Woh Jo Tere Saath Tha Kabhi
Bhool Ja

Woh Jo Tera Hoke Na Raha
Woh Jo Teri Aankh Se Baha
Woh Jo Toone Hanske Tha Saha
Bhool Ja Bhool Ja

Hér er annað hindí lag Kushi Texti (Titillag) | 2023

Leyfi a Athugasemd