Dhai Akhar Texti – Ishq Smelltu | Mohammed Irfan

By Damini Damini Chohan

Dhai Akhar textar úr Ishq Click (2016) sungið af Mohammed Irfan. Þetta Bollywood lag er samið af Satish-Ajay við texta eftir Anooj Bhajpai.

Ishq Click myndin skartar Adhyayan Suman, Sara Loren og er leikstýrt af Anil Ballani.
Dhai Akhar Texti frá Ishq Click er með Adhyayan Suman, Sara Loren í aðalhlutverkum.

Song: Dhai Akhar
Söngvari: Mohammed Irfan
Lyrics: Anooj Bhajpai
Tónlist: Satish-Ajay

Kvikmynd: Ishq Smelltu
Lengd: 6:25
Tónlistarmerki: Zee tónlist

Skjáskot af Dhai Akhar texta -Ishq Click

Dhai Akhar textar


Dhai akhar prem kahani
Bezubaan naino ki zubani
Dhai akhar prem kahani
Bezubaan naino ki zubani

Padhte hi dil bas kho hi gaya
Jiska tha darr woh ho hi gaya (x2)

Ó hó..

Naina bara
Mujhse hi chhup ke baraste rahein
Phir bhi bezaar na hua
Palke bicha
Bas ik jhalak teri paane ki khatir
Dhoondhe ye tera hi pata
Na jaane isey kya hua

Ishq hæ aadat wahi purani
Thoda sa machla, kee nadani (x2)

Raaton ki neendein chura le gaya
Jiska tha darr woh ho hi gaya

Ó hó..

Saansein bahe
Kuch na kahein dhadke bekhabar
Kyun aitbaar na rahaa
Tham ke chale
Jismon ko khud se mila de ye shatir
Karde na koi ye khataa
Na jaane isey kya huaa

Pyar mein hoti hai manmaani
Padti hai keemat bhi chukani (x2)

Soye soye armaan jaga ke gaya
Jiska tha darr woh ho hæ gaya…

Surr Koi textar.

Leyfi a Athugasemd