Jab Saiyaan Texti – Gangubai Kathiawadi | Shreya Ghoshal

By Hiba Bahri

Jab Saiyaan textar frá Gangubai Kathiawadi er það nýjasta Bollywood lag sungið af Shreya ghoshal lögun Alia Bhatt með tónlist er gefin af Sanjay Leela Bhansali á meðan Jab Saiyaan lagatextar eru skrifaðir af AM Turaz.

Söngvari: Shreya ghoshal

Lyrics: AM Turaz

Samið: Sanjay leela bhansali

Kvikmynd/plata: Gangubai Kathiawadi

Lengd: 2:57

Slepptu: 2022

Útgefandi: Saregama tónlist

Skjáskot af Jab Saiyaan texta

Jab Saiyaan Texti – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Til Lag Gaye Chand Mere Naam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Til Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Sarpe Rakh Ke Naach Phiri Main
Har Jalte Huye Ilzaam Ko

Jab Saiyan Aaye Shaam Ko
Til Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Deewaron Dar Chaukhat Vokhat
Ban Gaye Hai Sab Saheli
Ye Kuch Pooche Wo Kuch Pooche
Kitne Jawaab Doon Main Akeli

Hazaaron Kaam Mil Gaye Hain
Yun Baithe Bithaye Iss Nakaam Ko
Jab Saiyan Aaye Shaam Ko
Til Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Khudko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Laakhon Naaz Lag Gaye Hai
Fir Guroor Ke Iss Badnaam Ko
Jab Saiyaan Aaye Shaam Ko
Til Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Sarpe Rakh Ke Naach Phiri Main
Har Jalte Huye Ilzaam Ko

Song Meri Jaan textar

Leyfi a Athugasemd