Mere Naina Kafir Ho gaye Lyrics From Dolly Ki Doli

By Fakaruddin Peri

Mere Naina Kafir Ho Gaye textar úr Dolly Ki Doli: A romantic Bollywood lag sungið af Rahat Fateh Ali Khan, samið af Sajid-Wajid á meðan textar eru skrifaðir af Kumaar.

Song: Bara Naina Kafir Hogaye

Söngvari: Rahat Fateh Ali Khan

Lyrics: Kumaar

Tónlist: Sajid-Wajid

Albúm/kvikmynd: Dolly Ki Doli

Lengd lags: 3:41

Tónlistarmerki: T-Series

Skjáskot af Mere Naina Kafir Hogaye texta

Mere Naina Kafir Ho gaye Texti – Dolly Ki Doli

Na sajde mein dil, na ibadat mein dil hai
Bas aajkal to baghawat mein dil hai x (2)
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne khuda se
Bara naina kafir hogaye, ho gaye
Teri galliyon ke musaafir ho gaye
Bara naina kafir hogaye, ho gaye
Teri galliyon ke musaafir ho gaye

Mujhmein sab kuchh tera
Na hai ab kuchh mera
Hoke judaa saare jahan se
Ek teri oar chalein meri saansein
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne khuda se
Bara naina kafir hogaye, ho gaye
Teri galliyon ke musaafir ho gaye

Main jo moondun palkein
Sapne tere dhadkein
Tu hi bataa ab tujhe paake
Jaayein kahan hum tere paas aake
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne khuda se
Mere naina kafir hogaye, ho gaye Teri galliyon ke musaafir ho gaye
Bara naina kafir hogaye, ho gaye
Teri galliyon ke musaafir ho gaye

Song Dolly Ki Doli Lagatexti – Titillag | 2015

Leyfi a Athugasemd