Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics – Dunki Drop 3 | Sharukh

By Favio Zaragoza

Nikle The Kabhi Hum Ghar Se texti: Nýjasta Bollywood lag „Nikle The Kabhi Hum Ghar Se“ úr myndinni „Dunki“. Þetta glænýja lag var sungið af Sonu nigam. Tónlistin var samin af Pritam en Nikle The Kabhi Hum Ghar Se textarnir voru skrifaðir niður af Javed Akhtar. Lagamyndbandið inniheldur Shah Rukh Khan, Taapsee Pannu, Boman Irani og Vicky Kaushal.

Þetta lag var gefið út árið 2023 fyrir hönd T-Series. Leikstjóri er Rajkumar Hirani.

Nafn lags: Nikle The Kabhi Hum Ghar Se

Söngvari: Sonu nigam

Lyrics: Javed Akhtar

Samið: prítam

Kvikmynd/plata: Dunk

Lengd myndbands: 4:08

Slepptu: 2023

Útgefandi: T-Series

Skjáskot af Nikle The Kabhi Hum Ghar Se texta

Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Texti – Dunki Drop 3

nikle the kabhi hum ghar se,

ghar dil se magar nahi nikla,

ghar basa hai har dhadkan mein,

kya karein hum aise dil ka,

badi door se aaye hain,

badi der se aaye hain,

par ye na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

kat jaaye patang jaise,

aur bhatke hawayon mein,

sach pucho toh aise,

Din humne bitaaye hain,

par yeh na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

yehi nagar yehi hai basti,

aankhein thi jise tarasti,

yahaan khushiyan thi kitni sasti,

jaani pehchaani galiyan,

lagti hain purani sakhiyan,

kahaan kho gayi woh hringdi raliyan,

Bazaar mein chai ke dhaabe,

bekaar ke shor sharaabe,

woh dost woh unki baatein,

woh saare din sab raatein,

kitna gehra tha gham,

inn sab ko khone ka,

yeh keh nahi paaye hum,

dil mein hæ chupaaye hain,

par ye na koi samjhe,

hum log paraaye hain,

nikle the kabhi hum ghar se,

ghar dil se magar nahi nikla,

ghar basa hai har dhadkan mein,

kya karein hum aise dil ka,

kya humse hua kya ho na saka,

par itna toh karna haí,

jis dharti pe janme the,

uss dharti pe marna hai,

jis dharti pe janme the,

uss dharti pe marna hai.

Hér er hindí lag Main Parwaana Texti – Pippa | Arijit Singh | 2023

Leyfi a Athugasemd