Prem Mein Tohre Texti – Begum Jaan (2017)

By Danika Garibay

Prem Mein Tohre Texti úr Begum Jaan með Vidya Balan í aðalhlutverki. Þetta Bollywood lag er sungið af Asha bhosle. Samið af Anu Malik á meðan textinn er skrifaður af Kausar Munir.

Söngvari: Asha bhosle

Lyrics: Kausar Munir

Samið: Anu Malik

Kvikmynd/plata: Begum Jaan

Lengd: 2:35

Slepptu: 2017

Útgefandi: Tónlist Times

Skjáskot af Prem Mein Tohre texta

Prem Mein Tohre Texti – Begum Jaan

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya..

Kab saans thaami
Kab saans chhori
Har dard mera
Bayaan ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre

Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honthon pe Banaras waali
Baalon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre

Parde mein tohre
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein tohre
Chori chori chori chori mita jaaye na

Aata hai chhup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Ghayal dil aur dhadkan banjar

Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Yeh kya ho gaya

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre..

Song Murshida Texti – Begum Jaan | Arijit Singh

Leyfi a Athugasemd