Yaara Texti – 1921 | Zareen Khan

By Fikra Sami

Yaara texti úr Bollywood myndinni 1921, með Zareen Khan, Karan Kundrra. Þetta Bollywood lag er sungið af Arnab Dutta.

Söngvari: Arnab Dutta

Lyrics: Shakeel Azmi

Samið: Harish Sagane

Kvikmynd/plata: 1921

Lengd: 5:34

Slepptu: 2018

Útgefandi: Zee tónlistarfyrirtækið

Skjáskot af Yaara texta

Yaara texti - 1921

Yaara Tu Mujhme Yoon Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hi Main Jeene Laga

Tu Ab Me Hai Tu Hi Baad Mein
Tu Hæ Rubaru Tu Hæ Yaad Mein
Jitna Tha Main Tera Ho Gaya
Apna Bhi Main Na Raha
Yaara Tu Mujh Mein Yoon Basa
Mujh Me Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Me Hi Main Jeene Laga

Tu Neend Bhi Hai Khwab Bhi
Hai Aankh Mein Meri
Teri Hæ Aag Jal Rahi
Hai Raakh Mein Meri
Hansu Teri Khushi Me Tere
Ghum Mein Roun Main
Tere Hi Saath Jaagun Main
Tujh Hi Me Soun Main

Jeena Mera Marna Mera
Tu Hi Toh Hai Ab Mera
Tu Jo Nahin Kuch Bhi Nahin
Tu Hi Toh Hai Sab Mera
Yaara Tu Mujh Me Yun Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hi Main Jeene Laga

Chale Tu Meri Saans Mein
Safar Tera Hoon Main
Tu Chodhke Na Jaana Mujh Ko
Ghar Tera Hoon Main
Rahega Mere Sath Mujh Se
Vaada Kar Le Tu
Aaj Mujh Se Pyaar Thoda
Zyada Kar Le Tu

Tere Bina Kya Hai Mera
Tu Hi Toh Jahan Hai Mera
Meri Zameen Mera Yakeen
Tu Hæ Aasmaan Mera Hai
Yaara Tu Mujh Me Yun Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hi Main Jeene Laga

Tu Ab Mein Hai Tu Hi Baad Me
Tu Hæ Rubaroo Tu Hæ Yaad Me
Jitna Tha Main Tera Ho Gaya
Apna Bhi Main Na Raha
Yaara Tu Mujh Me Yoon Basa
Mujh Me Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Me Hi Main Jeene Laga

Song Kuch Iss Tarah Texti – 1921 | Arnab Dutta

Leyfi a Athugasemd