Testo Dekhte Dekhte – Batti Gul Meter Chalu (2018)

By Naaif Shakoor

Dekhte Dekhte Testi – Batti Gul Meter Chalu: Questa è una vecchia canzone cantata da Nusrat Fateh Ali Khan. Quest'ultima Canzone di Bollywood è cantato da Atif Aslam, scritto da Manoj Muntashir e composto da Rochak Kohli.

ArtistiAtif Aslam

Lyrics: Sidharth-Garima

Composto: Anu Malik

Film/AlbumBatti Gul Metro Chalu

Lunghezza: 4: 20

Data di rilascio: 2018

Discografica: Serie T

Schermata di Dekhte Dekhte Lyrics

Dekhte Dekhte Testi – Batti Gul Meter Chalu

Rajj ke rulaya
Rajjke hasaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Maanga jo usne ek sitara
Hamne zameen pe chand bulaya

Jo aakhon se haye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Laapata ho gaye dekhte dekhte

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Sochta hoon ke woh kitne masoom the

Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon

Ek main, ek woh aur shaamein kayi
Chand Roshan la scheda aasmaan mein kayi x (2)

Yaariyon ka woh dariya utar bhi gaya
Aur hathon mein bas reth hi reh gayi

Koyi puchhe ke haye
Koyi puchhe ke humse khata kya huyi
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte

Aate jaate the jo saans banke kabhi
Aate jaate the jo saans banke kabhi
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Woh hawa ho gaye haye

Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Jeene marne ki hum the wajah aur hami
Jeene marne ki hum the wajah aur hami
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye

Canzone Testi Gold Tamba – Batti Gul Meter Chalu (2018)

Lascia un tuo commento