Khuda Na Khasta lyrics: Exhibens Bollywood Song 'Khuda Na Khasta' in voce Arijit Singh e pellicula Una Per Duo. Cantus lyrics ab Amitabh Bhattacharya scriptus est et musica composita a Shankar-Ehsaan-Loy. Dimissa est in 2014 ab Unisys Musica.
Haec pellicula stellae Abhay Deol & Preeti Desai et a Devika Bhagat dirigitur.
Cantor: Arijit Singh
Song Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Composuit: Shankar-Ehsaan-Loy
Movie/Album: Unus per Duo
Length: 5:40
dimittere: 2014
label: Unisys Musica
Khuda Na Khasta lyrics - Arijit Singh
Tukdon ki yeh, tasveer hai
Tukdon mein bhi lekin, haseen tehreer hai
Kehno ko in, kehe lijiye
Tewar bhari, jewarnuma yeh zanzeer hai
Yeh zindagi jua hai
Kisko yakeen hua hai
Baaziyaan namunasib kahin, codex jaaye na
Ikk tarfaa safar ke
Lab pe yahi dua hai
Kahin na gawara modh koi mudh jaaye na
Khuda na khasta, khuda na khasta
Kudaya khair kare, khuda na khasta
Ik haath mein, saugaat hai
Aur doosre mein, ranjishein hai jazbaat hai
Na jaane kyun, iske liye
Kohraam mein kuch itt minaan si baat hai
Yeh zindagi dhuaan hai
Kisne pise chua hai
Titliyon ki tarah shokh hai
Udd jaaye na
Ikk tarfa safar ke
Lab pe yahi dua hai
Kahin nagawara modh koi mudh jaaye na
Khuda na khasta, khuda na khasta
Kudaya khair kare, khuda na khasta
(o ... jeene ko jo aashiyaana, miyabaad hai)
(Hooo ... palta ussi aashiyaane mein toofan hai)
Saaiyaan…saaiyaan…
Itni silwatein, maazi mein padi
Jeene ki wajah, unse tui badi
Ho zaaya baat kyun, shikwon mein kare
Adhoori hasratein, darr pe hai khadi
Ho yeh zindagi nasha hai
Takleef mein maza hai
Iski fitrat mein hi jung hai, chidd jaaye na
Ik tarfa safar ke
Lab pe yahi dua hai
Kahin nagawara modh koi mudh jaaye na
Khuda na khasta, khuda na khasta
Kudaya khair kare, khuda na khasta
Khuda na khasta, khuda na khasta
Kudaya khair kare, khuda na khasta
Legere plus lyrics check Khol De Baahein Lyrics – Meri Pyaari Bindu | Monali Thakur