Main Teri Yaadon Mein Lyrics: Exhibens Bollywood Song 'Main Teri Yaadon Mein' in voce Arijit Singh e pellicula Sanam Teri Kasam. Cantus lyrics ab Sameer Anjaan scriptus et musica ab Himesh Reshammiya conscripta est. Musica Eros nunc anno 2016 dimissa est.
Haec pellicula sidera Harshvardhan Rane & Mawra Hocane dirigitur a Radhika Rao & Vinay Sapru.
Cantor: Arijit Singh
Song Lyrics: Sameer Anjaan
Composuit: Himesh Reshammiya
Movie/Album: Sanam Teri Kasam
Length: 3:52
dimittere: 2016
label: Eros Nunc Musica
Main Teri Yaadon Mein Lyrics
Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahan
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahan
Shamon saher kaise
Lagte zehar jaise
Tere bagair aise oh o .
Socha nahi kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise oh o.
Khamoshi hai khata meri
Tanhaiyan hai saza meri
Samjha rahi hai yeh dooriyan
Teri meri nazdeekiyan
Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Sabko khabar hai yeh
Meri saher hai tu
Kya bekhabar hai tu oh o ..
Itni zara si to haan tujhe kehne
Kehde nazar se oh o.
Kya itni hai majbooriyan
Kyu itni na manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka sath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na rahan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na rahan
Legere plus lyrics check Yeh Vaada Raha Lyrics – Sanam | Tu Tu Hai Wahi