O Jaana - Ishqbaaz Lyrics from Hindi Singles (2016) by Bhaven DhanakEt Pamela. haec Hindi Song componitur a Sanjeev Srivastava cum lyricis exaratum ab Shaheen Iqbal.
O Jaana Lyrics ab Ishqbaaaz TV Serial Drama: O Jaana Shivaay et Anika carmen amoris ab Ishqbaaz monstrant auras in Star Plus. O Jaana lyrica tam mas quam femina versio carminis eiusdem sunt.
Canticum: O Jaana - Ishqbaaz
Cantor: Bhaven Dhanak, Pamela
Song Lyrics: Shaheen Iqbal
musica: Sanjeev Srivastava
Longitudo track: 4:24
Musica Label: Screen Journal
O Jaana Lyrics - Ishqbaaaz Title Song
O jaana
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana.
Ishq hai aansu ishq hai naghma
Ishq sukoon hai raahat hai
Ishq hai sehra ishq hai dariya
Ishq junoon hai zahmat hai (x2)
Tanha adhoora sa
Khaamosh lamha sa
Tehra hua hai dil yahaan
Mehsoos kar le tu
Jazbaat ki khushbu
Khud se karun kya mai bayaan
Dard hai jo halka sa
Khaab khaab chalka sa
Tu muskuraaye har jagah
O jaana.
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana.
Kis pe karun zaahir
Hain dard kya aakhir
Kyon sukoon mujh se khafa
Betaab lamhon mein
Benaam aashqon mein
Yeh aaks kis ka ban gaya
Ghum ko aazmaane de
Dil ko chot khaane de
Kya h chale kuch ad pata
O jaana
Khoya khoya rehta hai
Dil tadap ye kehta hai
Tu hai mere jeene ki wajah
O jaana... O jaana o jaana.
O Jaana Lyrics - Hamza Malik