Sau Tarah Ke Lyrics – Dishoom | Ioannes Abraham

By Rachanjot Sehrawat

Sau Tarah Ke Lyrics: Novissimum carmen 'Sau Tarah Ke' canitur Amit MisraEt Jonita Gandhi ex Rock pellicula 'Dishoom'. Cantus lyrics donatus ab Ashish Pandit, Kumaar et musica a Pritam Chakraborty composita est. Haec pellicula a Rohit Dhawan dirigitur. Dimissa est in 2016 pro T-Series.

The Music Video Features John Abraham, Varun Dhawan & Jacqueline Fernandez

Cantor: Amit Misra & Jonita Gandhi

Song Lyrics: Ashish Pandit & Kumaar

Composuit: Pritam Chakraborty

Movie/Album: Dishoom

Length: 3:56

dimisit; 2016

label: Title T-

Screenshot of Sau Tarah Ke Lyrics

Sau Tarah Ke Lyrics

Kal subah sochenge jo aaj raat kiya,
Kal subah gin lenge saari galatiyan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi;
Phir hum milenge na kabhi…

Kal subah chale jayenge hai ghar jahaan.
Kal subah bole jo bhi bolega jahaan.
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi;
Phir hum milenge na kabhi…

Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.
Sau tarah ke rog le lu.
Ishq ka marz kya hai.

Tu kahe toh jaan de doon.
Kehne mein harz kya hai.
Sau tarah ke rog le loon.
Ishq ka marz kya hai.

Baahon ko baahon mein de de tu jagah.
Tujhse toh do pal ka matlab hai mera.

Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tere jaise hi mera bhi dil khudgarz sa hai
Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai

Kal subah tak jhoota bhala pyar kar
Kal subah tak jhooti batein char kar
Tu mera abhi, ho jaana ajnabi;
Phir hum milenge na kabhi…

Tu kahe toh jaan de doon
Kehne mein harz kya hai…

Sau tarah ke rog le loon
Ishq ka marz kya hai
So tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai.

Click hic pro Saudebaazi Lyrics - Arijit Singh

Leave a comment