Tum Ho Mere Lyrics – Saansein | Najam Bajwa

By Lamjot Bagga

Tum Ho Mere Lyrics Saansein | Najam Bajwa: This Bollywood Lidd gëtt gesonge vun Najam Bajwa and composed by Vivek Kar with lyrics penned by Kumaar Released under the label of T-Series

Sänger: Najam Bajwa

Lyrics: Kumaar

Komponéiert: Vivek Kar

Film/Album: Saansein

Längt: 2:39

release: 2016

Labels: T-Serie

Screenshot vun Tum Ho Mere Lyrics

Tum Ho Mere Lyrics – Saansein

Tu jo mujhse milke hai judaa
Ye hi baat lagti hai sazaa (x2)

Tumse mukammal hai jahaan
Tum jo nahi toh main kahaan
Tum ho mere ya ho nahi
Yeh bata do mujhko zara
Kyun ho judaa hoon sochta

Tum ho mere ya ho nahi (x5)

Tum nazar ke saamne
Phir kyun dhoondhe dhadkane

Tere dil ke daayre mein
Ikk jeene ki jagah
Tu hoga haasil mujhko
Ya chahun bewajah

Tujhpe ruki meri duaa
Dil hai ye ab puchta

Tum ho mere ya ho nahi
Yeh bata do mujhko zara
Kyun ho judaa hoon sochta

Tum ho mere ya ho nahi (x5)

Tu jo mujhse milke hai juda
Yehi baat lagti hai saza

Tumse mukammal hai jahaan
Tum jo nahi toh main kahan
Tum ho mere ya ho nahi
Yeh bata do mujhko zara
Kyun ho judaa hoon sochta

Tum ho mere ya ho nahi (x5)

Song Mera Ishq Lyrics – Arijit Singh | Saansein

Hannerlooss eng Kommentéieren