Ek Dhara Ke Jan Gan Lyrics – Shortcut Safari (2016 m.)

By Tulsi Mahabiras

Ek dhara ke jan gan dainų tekstai yra iš Shortcut Safari, This Bolivudo daina tai dainuoja Atreyi Bhattacharya ir Sadhana Sargam. Jame pagrindinius vaidmenis atlieka Jimmy Shergill, Aashi Rawal, Sharvil Patel, Mann Patel. Šią dainą parašė N/A, o ją sukūrė Mana (Samir – Mana), Rohit Sharma, Samir (Samir – Mana). Ši daina buvo išleista 2016 m.

Dainininkas: Atreyi Bhattacharya ir Sadhana Sargam

Lyrics: Kumaar

Muzika: Jassi Katyal

Albumas/filmasSanta Banta Pvt Ltd

Ilgis: 5:13

Išleidimo metai: 2016

Muzikos etiketė: Zee muzikos kompanija

Ek dhara ke jan gan dainų žodžių ekrano kopija

Ek Dhara Ke Jan Gan dainų tekstai – nuorodų safari

lamha lamha aankho me bahe, chup rehke pal pal fisle
hatho se magar kuch kehke
yaade chhalti sapna banke aur kshitiz tak dur kinare
jaise taare choti jungnu jaise aasha, ek dilasa ek dilasa
lamha lamha aankho me bahe, chup rehke

gumsum gumsum sehmi sanse, chup rehke pal pal fisle
dil ki dhadkan kuch kehke
thagne aaye ghor andhera aur kashitiz tak dur kinaare
par naa hare purab nabh me ek sitara jag ujiyaara, jag ujiyaara

fail dur tak zamin aur uncha aasmaan, mil rahe yahi
kyu na chhod chhad kar samay ko rok kar bas rahe yahi
chhod ke dagar guma hai disha jaise
aur khojne ki bhi koi fikar nahi
ek taar se baandh rahe man ko
aur bolne ki bhi ek wajah nahi
chhalati agni purvar ye dhara aur paani
har pal karte praano me sarjan milkar labas
kan kan judta banta jeevan aur hawaaye sab jag behti
aazadi se ek dhara ke jan gan saare sab hi pyare, sab hi pyare
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera
aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera

Daina Lo Aa Gaye Santa Banta žodžiai iš Santa Banta Pvt Ltd (2016)

Palikite komentarą