Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi Dainų žodžiai – Altamash Faridi

By Edvardas M. Petitas

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi žodžiai By Altamašas Faridis. Pristatome naujausią 2022 m Hindi daina „Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi“ muziką dovanoja Asif Faridi, o žodžius parašė Tanveer Ghazi.

Menininkas: Altamašas Faridis

žodžiai: Tanveer Ghazi

Sudaryta: Asif Faridi

Filmas/Albumas: -

Ilgis: 4: 27

Išleidimo metai: 2022

etiketė: AB Bansal Music

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi dainų tekstų ekrano kopija

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi Dainų žodžiai – Altamash Faridi

Tere Liye Hi Zid Pe Ada Main
Maangi Duaaye Rab Se Ladaa Mai

Tere Liye Hi Zid Pe Ada Main
Maangi Duaaye Rab Se Ladaa Mai
Tu Hi Thi Wo Jise Jaan Kahta Tha Mai
Ab Tuhi Jaan Kahne Ke Laayak Nahi

Tu Mere Dil Me Rehne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Layak Nahi

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi

Andar Se Mujhko Toda Hai Tune
Kis Mod Pe Laake Chhoda Hai Mujhe

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi

Tu Kaisa Harjaai Hai
Tujhe Yaad Na Meri Aai Hai
Meri Jaan Pe Ban Aai Hai
Tujhe Yaad Na Meri Aayi Hai

_#2
Teri Roshni Thi Rooh Me Meri
Kisi Chaand Ki Mujhko Chaahat Na Thi

Ki Tu Hi Tu Mere Dil Me Rahe
Kisi Aur Ki Bas Zarurat Na Thi

Har Dard Tera Manjoor Tha
Bas Tu Hi Mera Guroor Tha
Tik Dil Ka Yahi Bas Kusoor Tha

Ishq Ka Dard Milta Hai Taqdeer Se
Tu Mera Dard Sahne Ke Laayak Nahi

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi

Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi
Tu Mere Dil Me Rahne Ke Laayak Nahi

Tu Kaisa Harjaai Hai
Tujhe Yaad Na Meri Aai Hai
Meri Jaan Pe Ban Aai Hai
Tujhe Yaad Na Meri Aayi Hai

Daina O Sajna žodžiai – Neha Kakkar | Tanishk Bagchi, Jaani

Palikite komentarą