Paisa Lyrics – Vishal Dadlani | Super 30

By Amraoo Čabra

Paisa dziesmu teksti Otrā video dziesma no Super 30 balsī Višals Dadlani Piedalās Hrithik Roshan un Mrunal Thakur. Jauno dziesmu teksti Bolivudas dziesma tās autors ir Amitabh Bhattacharya, savukārt mūziku komponējis Ajay Atul.

Dziedātājs: Višals Dadlani

Lyrics: Amitabs Bhattačarja

Sastāvs: Ajay-Atul

Filma/albums: Super 30

Garums: 4:04

atlaidiet: 2019

Etiķete: Mūzikas kompānija Zee

Paisa Lyrics ekrānuzņēmums

Paisa Lyrics - Super 30

Teri zindagi ko zindagi banane aaya paisa
Be-rangi duniya ko rageen banane aaya paisa
Andhere kamron mein batti jalane aaya paisa
Sapne tere sache karke dikhane aaya paisa

Din tere bhi jeene ka aaya hai
Jo chaaha tha melodija woh paaya hai
Sab paison ki leela hai, maya hai
Patjhad ka bhi mausam laa de sawan jaisa

Zindagi ko zindagi banane aaya paisa
Be-rangi duniya ko rageen banane aaya paisa
Andhere kamron mein batti jalane aaya paisa
Sapne tere sache karke dikhane aaya paisa

Jo tere Shauk hain
Shauk se aaj poore kar le sabhi
Baaki na reh jaaye kuch kasar
Aage ka tera lamba hai safar
Yahan se nahi dekhega
Tu peechhe mudke kabhi

Jo kabhi bin padhe phad ke phenkta tha arzi teri
Zamana badla hai woh brālis
Karega abse teri kadar
Poori na sahi aadhi toh maanega marzi teri

Gham tere tu peechhe chhod aaya hai
Aur muskurana tujhe aaya hai
Sab paison ki leela hai, maya hai
12 ko bhi dekho laage 52 jaisa

Tere jeevan ke chakke ghumane aaya paisa
Teri bekaari ke chhakke chhudane aaya paisa
Andhere kamron mein batti jalane aaya paisa
Sapne tere sachche karke dikhane aaya paisa

Dziesma Basanti No Dance Lyrics — Super 30

Leave a Comment