Thoda Sa Lyrics dzied Kabirs Pančoli un Šariva Parulkars. Šī Hindi dziesma komponējis Nīls Čabra ar Kabira Pančoli vārdiem.
Dziesmas zvaigznes ir Gaurav Wadhwa un Rumman Ahmed. Mūzikas video dziesmai Thoda Sa ir režisors Vikhyat Narwal, kurā piedalās Gaurav Wadhwa un Rumman Ahmed no Khwaab slavas.
Song: Toda Sa
Dziedātājs: Kabirs Pančoli un Šariva Parulkara
Lyrics: Kabirs Pančoli
Mūzika: Nīls Čabra
Filma/albums: Toda Sa
Sliežu ceļa garums: 4:07
Mūzikas izdevniecība: Mūzikas kompānija Zee
Thoda Sa Lyrics – Kabir Pancholi
Galat raah par aake tham gaya
Nami si thi kyun ankhon mein yoon bhala
Likha jo tujhe naseeb mein mere
Begana sa tha main khud ko hi paa liya
Han dil to teri duayein mange
Tujh mein panaahein chahe
Teri baahon mein sanwar jaaye..
Han dil to teri duayein mange
Tujh mein panaahein chahe
Tere bina han yeh mar jaaye
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na..
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na..
Toone na suni kya thi dilkashi
Teri baaton pe dil phisal gaya
Teri yaadon ki kashmakash mein hi
Bechain sa hai kyun hairan kyun khada
Aadha aadha sa jee raha tha main
Tere ane se poora ho gaya
Khwaabon mein tere kho chala tha main
Baaton baaton mein ishq ho gaya..
Han ab to teri duayein mangun
Tujhmein panaahein chahun
Teri baahon mein sanwar jaaun
Ab to teri duayein mangun
Tujhmein panaahein chahun
Tere bina ab mar jaaun..
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na..!