Mardaani Anthem Lyrics – Mardaani (2019)

By Thea L. Pell

Mardaani Anthem Lyrics from film “Mardaani” starring Rani Mukerji and Jishu Sengupta. These lyrics are penned by Kausar Munir while this Bollywood song is sung by Sunidhi Chauhan with additoinal vocals in Sanskrit shloks are by Vijay Prakash.

Singer: Sunidhi Chauhan

Lyrics: Kausar Munir

Composed: Salim-Sulaiman

Movie/Album: Mardaani

Length: 3:50

Release: 2019

Label: YRF

Screenshot of Mardaani Anthem Lyrics

Mardaani Anthem Lyrics – Mardaani

Ya devi sarvabhuteshu,

shakti rupena samsthita

Ya devi sarvabhuteshu,

shanti rupena samsthita

Aaj se ab se

Aan meri main tumko na choone dungi

Jaan ko chaahe chhalni kar do

Maan ko na choone dungi (x2)

Choo ke dekho dil mera

Tumhe dil mein apne bhar lungi

Par chhed ke dekho tum mujhko

Main tumko nahi chhodungi

Ya devi sarvabhuteshu,

shakti rupena samsthita

(Aye, main tumko nahi chhodungi)

Ya devi sarvabhuteshu,

shanti rupena samsthita

(Tumko nahi chhodungi… aye…)

Skirtein saari raat dopehari

Darr darr ke nahi chalungi

Candle jala ke sandal dikha ke

Mar mar ke nahi chalungi

Jis duniya mein maa behne

Rishte nahi, gaali hain

Uss duniya se maryada ke rishte saare todungi

Kadam milake dekho to

Main saath me tere chal dungi

Par chhed ke dekho tum mujhko

Main tumko nahi chhodugi

Ya devi sarvabhuteshu,

shakti rupena samsthita

(Aye, main tumko nahi chhodungi)

Ya devi sarvabhuteshu,

shanti rupena samsthita

(Tumko nahi chhodungi…)

Song Tu Hi Yaar Mera Lyrics – Pati Patni Aur Woh | Arijit Singh

Leave a Comment