Mohabbat Nasha Hai Lyrics mai i te Korero Kino 4 ko te Aroha hou Waiata Bollywood i waiatatia e te tokorua Neha Kakkar & Tony Kakkar. Na Tony Kakkar tana waiata, na Kumaar nga kupu i tuhi.
Kaiwaiata: Neha Kakkar & Tony Kakkar
lyrics: Manoj Muntashir & Sanjay Gupta
I tito: Arko
Whitiāhua/Pukaemi: Korero Hate 4
Length: 5:12
Tuhi: 2018
tapanga: T-Tihi
Mohabbat Nasha Hai Waiata – Korero Kino 4
Ishq mein mila hai
Dard umra bhar ka
Aasman hai bheega bheega
Meri nazar ka
Heoi ano
Jo bhi huva hai
Mohabbat nasha hai
Ye kaisi sazaa hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna maza hai x (2)
Aakhon ko gila hai jo
Palkon pe likha hai wo
powered By
Purei Whakakore
Kua utaina: 1.02%
fullscreen
Teri berukhi se
Mujhe aitraz hai
Tu jo hai khafa to
Aisa jo hua to
Dhadkanon se meri
Dil naraz hai
Tere bina lage mujhe
Ishq tanhaiyon se bhara hai
Mohabbat nasha hai
Ye kaisi sazaa hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna maza hai
Tooti huyi neendon se
Kaise jodun sapne
Tujhse hoon poochhti
Bas yehi baat main x (2)
Lamhe teri yaadon ke
Leke in baahn mein
Leti rahoon karwatein
Saari saari raat main
Teri wajah se hai ye gham
Ya takdeer ki ye khata hai
Mohabbat nasha hai
Ye kaisi sazaa hai
Dil ke tadapne ka bhi
Apna maza hai x (2)