Waiata Shaitaaniyan Mai i Badmashiyaan | 2015

By Richard R. Saxton

Shaitaaniyan Lyrics mai i Badmashiyaan: This Latest Waiata Bollywood ka waiatatia e Ankit Tiwari mai i te kiriata Hindi Badmashiyan ko Sidhant Gupta me Gunjan Malhotra. Na Bobby – Imran te waiata i tito i nga waiata na Shabbir Ahmed i tuhi.

Kaiwaiata: Ankit Tiwari

lyrics: Habir Ahmed

I tito: Bobby – Imran

Whitiāhua/Pukaemi: Badmashiyaan

Length: 4:02

Kua tukua: 2015

tapanga: Kamupene Waiata Zee

Whakaahuamata o Shaitaaniyan Lyrics

Waiata Shaitaaniyan – Badmashiyaan

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Milna tera.. Milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahi
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Song Moh Moh Ke Dhaage Lyrics From Dum Laga Ke Haisha | 2015

Waiho i te Comment