Lirik Aap Ki Nazron Ne Samjha daripada Bujang Hindi yang dinyanyikan oleh Sanam Puri. ini lagu Hindi digubah oleh Madan Mohan dengan lirik yang ditulis oleh Raja Mehdi Ali Khan.
Penyanyi: Sanam Puri
Muzik: Madan Mohan
Length: 3:33
Kredit lagu asal:
Penyanyi: Lata Mangeshkar
Pengarah Muzik: Madan Mohan
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Label: Saregama
Lirik Aap Ki Nazron Ne Samjha
Aap ki nazron ne samjha
Pyaar ki qaabil mujhe
Dil ki ayye dhadkan theher jaa
Milgayi manzil mujhe
Aap ki nazron ne samjhaa
Jee humein manzoor hai
Aap ka yeh faisla
Jee humein manzoor hai
Aap ka yeh faisla
Keh rahi hai
Har nazar banda parvar shukriya
Do jahaan ki aaj khushiyaan
Ho gayi haasil mujhe
Aap ki nazron ne samjhaa
Aap ki manzil hoon main
Meri manzil aap hain
Aap ki manzil hoon main
Meri manzil aap hain
Kyun main toofaan se daroon
Mera saahil aap hain
Koyi toofaanon se keh de
Mil gaya saahil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Pyaar ke qaabil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Pembayaran Lirik Aaj Unse Milna Hai