Lirik Kyun Jage daripada filem Bawri Chhori(2021). ini Lagu Bollywood Lirik Kyun Jaage ditulis oleh Jasleen Aulakh. Ia telah dinyanyikan oleh Jasleen Aulakh. Muzik ini telah digubah oleh Jasleen Aulakh.
Penyanyi: Jasleen Aulakh
Lyrics: Jasleen Aulakh
Terdiri: Jasleen Aulakh
Filem/Album: Bawri Chhori
Length: 3:21
Media: 2021
Label: Eros Now Muzik
Lirik Kyun Jage – Bawri Chhori
kyun jaage mere manwa tu
jadi ja re mere manwa tu
es jag mein tera koi
thikana nahi
kyun khoyea khoyea hai tu
kyun gum sum
sehma hai tu
es yahan mein
koi makan
na tere liye
dhoonde yaha
kyu tu gharonda
es yahaan mein jaha
jaha tera na koi
kadardaan
yaha tera
na koi hamnawa
sunmere manwa
tu hi bata
yaha tera wajood hai kya
bhare bajar ki
es bheed mein
tu hai par hai tanha
matahari semata-mata manva
tu tham ja zra
hai khwabon mein bhi
ik jahaan
tham ja re manwa
jara tham ja re manawa
khwabon ka woh jahaan
pukare mana
kita duniyan saya
jaagega tu
yaha peer fakeer bhi baste hain
na rok waha
na tok waha
waha mast malang hi baste hain
deewar na koi mandir ki
masjid ki bhi koi hadd na hai
dar khule hain meh khaano ke waha
azaad parinde udd te hain
jo tu bakshish maange allah se
woh raam naam se bhi milti hai
jo sukh tu mange ramse hi
woh allah bhi de deta hai
woh mehfil hai deewano ki
waha na tu ban jayega
apni hi dhun pe nachega
apni hi dhun tu gayega
haaaa aaaaaaaa
tham ja re manwa
jara tham ja re manawa
khwabon ka woh jahaan
pukare mana
tham ja re manwa
jara tham ja re manawa
khwabon ka woh jahaan
pukare mana
kyun jaage mere manwa tu
jadi ja re mere manwa tu
so ja mere manwa tu
ke aankh teri bhi khull jaye