Lirik Lagu Main Tujhse Pyaar Nahin Karta daripada Baby (2015) yang dinyanyikan oleh Papon. ini Lagu Bollywood digubah oleh MM Kreem dengan lirik yang ditulis oleh Manoj Muntashir.
Penyanyi: Papon
Lyrics: Manoj Muntashir
Muzik: MM Kreem
Filem/Album: Baby
Length: 2:54
Dikeluarkan: 2015
Label: Siri-T
Utama Tujhse Pyaar Nahin Karta – Bayi
Main tujhse pyaar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Par koi aisi shaam nahiin
Jab main apni tanhayi mein
Tera intezar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Dil se yeh kehta rehta hoon
Par teri saanson mein chhup ke
Main saansein leta rehta hoon
Issey inkar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Mujhe kuch bhi yaad nahiin rehta
Kab din dooba, kab raat huyi
Abhi kal ki baat hai
Pehron tak
Meri deewaron se baat huyi
Jo hosh zara sa baaki hai
Lagta hai khone walaa hu
Afwaah udi hai yaaron mein
Main paagal hone walaa hoon
Mein tujhse pyaar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Par aisa koi din hai kya
Jab yaad tujhe, teri baaton ko
Sau sau baar nahi karta
Sau sau baar nahiin karta
Semak lagu Lirik Party Is Going Mad