Gulbadan Lyrics – Firangi (2017) | Kapil Sharma

By Lamjot Bagga

Lirika Gulbadan mill-film Firangi, Dan Kanzunetta Bollywood Il-mużika hija komposta minn Jatinder Shah u kantata minn Mamta Sharma. Lyrics meaning: Ashraf Ali & Krishna Bhardwaj kienu miktuba. Firangi huwa dirett minn Rajiev Dhingra.

Kantant: Mamta Sharma

Lyrics: Ashraf Ali & Krishna Bhardwaj

Magħmul: Jatinder Shah

Film/AlbumFirangi

Tul: 3:56

Rilaxx: 2017

Tikketta: Kumpanija tal-Mużika Zee

Screenshot ta' Gulbadan Lyrics

Gulbadan Lyrics – Firangi

Husn Ko Parde Ki
Zarurat Nahi Ae Ghalib
Kaun Hosh Mein Rehta Hai
Mujhe Dekhne Ke Baad

Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein...

Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan...
Ho Ho..
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein... Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein...

Chunoti De Rahi Hai
Laali Meri Aftab Ko
Wo Chand Chhup Gaya Jo
Dekha Rukh-E-Mahtaab Ko
Gadar Mein Saath Leke Chalun Thand Aur Agan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein.. Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein...

Qayamat Hoon Main Sar Se Paon Tak, Aye Haye...
Qayamat Hoon
Udaaye Khwaab Aankhon Se Wohi, Aaye Haye...
Main Chaahat Hoon
Khud Behkegi, Behkayegi
Meri Jaan Mujhe Marwayegi
Khud Behkegi, Behkayegi
Marwayegi, Marwayegi

Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Zamaana Dekhe Mujhe
Aur Main Apne Aap Mein Magan Magan Magan
Ho Ho..
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein... Haan, Haan
Gadar Badan Mein Gulbadan
Gadar Badan Mein...

Kanzunetta Tu Jit Jawna Lyrics – Firangi (2017) | Kapil Sharma

Kumment