O Khuda Lyrics – Eroj (2015) | Amaal Mallik | Kanzunetta Bollywood

By Fakaruddin Peri

Lyrics meaning: O Khuda minn Hero (Hindi 2015) kantata minn Amaal Mallik u, Palak Muchchal. Dan Kanzunetta Bollywood huwa magħmul minn Sachin Jigar bil-lirika mniżżla minn Niranjan Iyenger.

Eroj tal-films starring Athiya Shetty, Sooraj Pancholi, u huwa dirett minn Nikhil Advani. Eroj joħroġ fil-11 ta' Settembru 2015.

Kanzunetta: O Khuda

Kantant: Amaal Mallik, Palak Muchchal

Lyrics: Niranjan Iyenger

Mużika: Sachin Jigar

Film/Album: eroj

Tul tal-binarju: 5:07

Tikketta tal-Mużika: Serje-T

Screenshot ta' O Khuda Lyrics – Eroj

Lyrics meaning: O Khuda - Eroj

Tere bin jeena hai aise

Dil dhadka na ho jaise

Yeh ishq hai kya duniya ko

Hum samjhaaye kaise

Aa dilon ki raahon mein

Hum kuch aisa kar jaaye

Ik dooje se bichhde toh

Saans liye bin marr jaaye

O Khuda..

Bata de kya lakeeron mein likha

Humne toh..

Humne toh bas ishq hai kiya..

O Khuda..

Bata de kya lakeeron mein likha

Humne toh..

Humne toh bas ishq hai kiya..

Pyaar ki inn raahon mein

Milte hai kitne dariyaa

Laakh tufaano mein bhi dil ko

Mil jaata hai zariya

Iss dil ke irraadon mein

hai itna asar

Lehron se kinaaron pe

karta hai safar

O Khuda..

Bata de kya lakeeron mein likha

Humne toh..

Humne toh bas ishq hai kiya..(2x)

Aaj apne rangon se

bichhdi hain yeh tasveerein

Haathon mein kahin toot rahin hain

Mil kar do taqdeerein

Duniya yeh jeet gayi

dil haar gaya..

Nahi socha tha mil kar

kabhi honge judaa..

O Khuda..

Bata de kya lakeeron mein likha

Humne toh..

Humne toh bas ishq hai kiya..(2x)

O Meri Jaan Lyrics – Raaz Reboot

Kumment