Phir Bhi Tumko Chaahungi Lyrics – Female | Nofs Ħabiba

By Sara Nair

Phir Bhi Tumko Chaahungi Lyrics: L-aħħar kanzunetta 'Phir Bhi Tumko Chaahungi' Female Version hija kantata minn Shraddha Kapoor mill- Bollywood film 'Nofs Ħabiba'. Il-lirika tal-kanzunetta ngħatat minn Manoj Muntashir u l-mużika hija komposta minn Mithoon Sharma. Dan il-film huwa dirett minn Mohit Suri. Ġie rilaxxat fl-2017 f'isem Zee Music.

Il-Mużika Video Features Arjun Kapoor & Shraddha Kapoor

Kantant: Shraddha Kapoor

Lyrics: Manoj Muntashir

Magħmul: Mithoon Sharma

Film/Album: Nofs Ħabiba

Tul: 3:13

Meħlus: 2017

Tikketta: Zee Mużika

Screenshot ta' Phir Bhi Tumko Chaahungi Lyrics

Phir Bhi Tumko Chaahungi Lyrics

Baahon mein teri aake lagaa
Mera safar toh yahin tak hai
Tumse shuru tumpe hi khatam
Meri kahaani tumhi tak hai

Dil ko jo de raahat si
Tujhme hai woh khamoshi
Sau baar talaash liya khudko
Kuch tere siva na mila mujhko

Saanson se rishta tod bhi loon
Tumse tod na paungi.. Hmm..

Main phir bhi tumko chaahungi
Main phir bhi tumko chaahungi
Iss chaahat mein marr jaaungi
Main phir bhi tumko chaahungi

Aankhen khule toh main dekhun tujhe
Sirf yeh hi farmaish hai
Pehli toh mujhko yaad nahi
Tu meri aakhiri khwahish hai

Seh loon main ab teri kami
Mujhse yeh hoga hi nahi

Tum aise mujhme shaamil ho
Tum jaan meri tum hi dil ho
Shaayad main bhula doon khud ko bhi
Par tumko bhool na paaungi
Ho..

Main phir bhi tumko chaahungi
Main phir bhi tumko chaahungi
Iss chaahat mein marr jaaungi
Main phir bhi tumko chaahungi..

Ikklikkja Hawnhekk Għal Pehli Vari Lyrics – Viraj Sarkaria

Kumment