Nazarbattu Lyrics from Yamla Pagla Deewana Phir Se (2018)

By Lamjot Bagga

Nazarbattu Lyrics from Yamla Pagla Deewana Phir Se. This Bollywood Song is sung by Sachet Tandon. Its music is composed by Sachet-Parampara and lyrics are written by Pulkit Rishi.

ArtistsSachet Tandon

Lyrics: Pulkit Rishi

Composed: Sachet-Parampara

Movie/AlbumYamla Pagla Deewana Phir Se

Length: 2:37

Released: 2018

Label: Saregama Music

Screenshot of Nazarbattu Lyrics

Nazarbattu Lyrics from Yamla Pagla Deewana Phir Se

Thodi meethi, thodi teekhi
Pind mein ladki aa gayi hai
Haye re taube mach gaye hain
Sabki latki subah

Tujeh aankhon mein bharne ke liye
Kar rahe jagraate
Tere husn ke kitne charche hain
Sansani khabar yahan

Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar

Nazarbattu main tera bana

Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana
Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu

Thodi khalbali, tholi chulbali
Aafat ki pudiya hai oye
Adaa nasheeli dekh ke
Kitnon ka paara chadha

Tu door rahe bure saaye se
Khud baandhe kaale dhaage
Itra ki mehak se teri
Badla badla mera jahan

Chale na jaadu kaala
Tone par langar daala
Ghus gaye saare dekho tantar mantar

Nazarbattu main tera bana
Haan main tera bana
Oye main tera bana
Haan haan main tera bana

Nazarbattu, buri nazron ka pehra bana
Haan main pehra bana
Oye main pehra bana
Haan haan main pehra bana
Nazarbattu

Another Song Rafta Rafta Medley Lyrics – Yamla Pagla Deewana Phir Se

Leave a Comment