Yaara Tekst – 1921 | Zareen Khan

By Fikra samisk

Yaara tekst fra Bollywood-filmen 1921, med Zareen Khan, Karan Kundrra. Dette Bollywood sang synges av Arnab Dutta.

Sanger: Arnab Dutta

lyrics: Shakeel Azmi

Komponert: Harish Sagane

Film/album: 1921

Lengde: 5:34

Utgivelse: 2018

Etikett: Zee Music Company

Skjermbilde av Yaara Lyrics

Yaara-tekster – 1921

Yaara Tu Mujhme Yoon Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hei Main Jeene Laga

Tu Ab Me Hai Tu Hei Baad Mein
Tu Hei Rubaru Tu Hei Yaad Mein
Jitna Tha Main Tera Ho Gaya
Apna Bhi Main Na Raha
Yaara Tu Mujh Mein Yoon Basa
Mujh Me Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Me Hei Main Jeene Laga

Tu Neend Bhi Hai Khwab Bhi
Hai Aankh Mein Meri
Teri Hei Aag Jal Rahi
Hai Raakh Mein Meri
Hansu Teri Khushi Me Tere
Ghum Mein Roun Main
Tere Hei Saath Jaagun Main
Tujh Hi Me Soun Main

Jeena Mera Marna Mera
Tu Hei Toh Hai Ab Mera
Tu Jo Nahin Kuch Bhi Nahin
Tu Hei Toh Hai Sab Mera
Yaara Tu Mujh Me Yun Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hei Main Jeene Laga

Chale Tu Meri Saans Mein
Safar Tera Hoon Main
Tu Chodhke Na Jaana Mujh Ko
Ghar Tera Hoon Main
Rahega Mere Sath Mujh Se
Vaada Kar Le Tu
Aaj Mujh Se Pyaar Thoda
Zyada Kar Le Tu

Tere Bina Kya Hai Mera
Tu Hei Toh Jahan Hai Mera
Meri Zameen Mera Yakeen
Tu Hei Aasmaan Mera Hai
Yaara Tu Mujh Me Yun Basa
Mujh Mein Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Mein Hei Main Jeene Laga

Tu Ab Mein Hai Tu Hei Baad Me
Tu Hei Rubaroo Tu Hei Yaad Me
Jitna Tha Main Tera Ho Gaya
Apna Bhi Main Na Raha
Yaara Tu Mujh Me Yoon Basa
Mujh Me Rahi Na Meri Jagah
Phaila Hai Tu Meri Rooh Tak
Mujh Me Hei Main Jeene Laga

Song Kuch Iss Tarah-tekster – 1921 | Arnab Dutta

Legg igjen en kommentar