O Meri Laila Lyrics from Laila Majnu. This Bollywood Song is sung by Atif Aslam & Jyotica Tangri, composed by Joi Barua while its lyrics are written by Irshad Kamil. Atif Aslam
Artists: Atif Aslam & Jyotica Tangri
Lyrics: Irshad Kamil
Composed: Arijit Singh
Movie/Album: Laila Majnu
Length: 4:48
Released: 2018
Label: Zee Music Company
O Meri Laila Lyrics – Laila Majnu
Patta anaaron ka
Patta chinaaron ka
Jaise hawaaon mein
Aise bhatakta hoon
Din raat dikhta hoon
Main teri raahon mein
Mere gunaaho mein
Mere sawaabo mein shaamil tu
Bhooli athanni si
Bachpan ke kurte mein se mil tu
Rakhun chhupa ke main sab se woh Laila
Maangun zamaane se, Rab se woh Laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila
Teri talab thi haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi haan tu hi toh sab hai
Kabse main tera hoon
Kabse tu meri Laila
O’meri Laila, Laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila (x2)
Maangi thi duaayein jo
Unka hi asar hai hum saath hain
Naa yahaan dikhava hai
Naa yahan dunyaavi jazbaat hain
Yahaan pe bhi tu hooron se zyada haseen
Yaani dono jahaanon mein tumsa nahi
Jeet li hain aakhir mein
hum dono ne yeh baaziyan
Rakhun chupa ke main sab se woh Laila
Maangu zamaane se, Rab se woh Laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila
Teri talab thi haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila…
O’meri Laila, Laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila (x2)
Zaaiqa jawaani mein
Khwaabon mein yaar ki mehmaani mein
Marziyaan tumhari ho
Khush rahun main teri manmaani mein
Bandh aankhein karun
Din ko raatein karun
Teri zulfon ko sehla ke baatein karun
Ishq me un baaton se ho meethi si naraziyan
Rakhun chhupa ke main sab se woh Laila
Maangun zamaane se, Rab se woh Laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila
Teri talab thi haan teri talab hai
Tu hi toh sab thi haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila
O’meri Laila, Laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri Laila (x2)