Tekst piosenki Dekhte Dekhte – Batti Gul Meter Chalu (2018)

By Naaif Shakoor

Tekst piosenki Dekhte Dekhte – Batti Gul Meter Chalu: To jest stara wersja piosenki śpiewanej przez Nusrat Fateh Ali Khan. Ten ostatni Piosenka Bollywood jest śpiewany przez Atifa Aslama, napisany przez Manoj Muntashir i skomponowany przez Rochaka Kohli.

ArtyściAtifa Aslama

teksty: Sidharth-Garima

Opanowany:Anu Malik

Film/AlbumMiernik Batti Gul Chalu

Długość: 4: 20

Zwolniony: 2018

Etykieta: Seria T

Zrzut ekranu z Dekhte Dekhte Lyrics

Tekst piosenki Dekhte Dekhte – Batti Gul Meter Chalu

Rajj ke rulaya
Rajj ke hasaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Maanga jo usne ek sitara
Hamne zameen pe chand bulaya

Jo aakhon se haye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Laapata ho gaye Dekhte Dekhte

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe

Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom
Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte

Woh jo kahte bichhdenge na hum kabhi
Woh jo kahte bichhdenge na hum kabhi
Alvida ho gaye Dekhte Dekhte
Sochta hoon

Ek main, ek woh aur shaamein kayi
Chand Roshan the tab aasmaan mein kayi x (2)

Yaariyon ka woh dariya utar bhi gaya
Aur hathon mein bas reth hi reh gayi

Koyi puchhe ke haye
Koyi puchhe ke humse khata kya huyi
Kyun Khafa Ho Gaye Dekhte Dekhte

Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Aate jaate thhe jo saans banke kabhi
Woh hawa ho gaye Dekhte Dekhte
Wow, hawa ho gaye haye

Woh hawa ho gaye Dekhte Dekhte
Alvida ho gaye Dekhte Dekhte
Laapata ho gaye Dekhte Dekhte
Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte

Jeene marne ki hum the wajah aur hami
Jeene marne ki hum the wajah aur hami
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe
Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte
Kya se Kya ho Gaye Dekhte Dekhte
Kya se kya ho gaye

Piosenka Tekst piosenki Gold Tamba – Batti Gul Meter Chalu (2018)

Zostaw komentarz