Tekst piosenki Jeene Se Bhi Zyada z Dhanak – 2016

By Tulsi Mahabir

Tekst piosenki Jeene Se Bhi Zyada z filmu Dhanak. Ten piosenka Bollywood jest śpiewany przez Shivam Pathak. Kompozycja muzyczna autorstwa Tapas Relia. z tekstami napisanymi przez Manoj Yadav, Mir Ali Husain i Tapas Relia. Album ze ścieżką dźwiękową został wydany pod szyldem Drishyam Films.

Piosenkarz: Shivam Pathak

Lyrics: Manoj Yadav

Opanowany: Sharib Toshi

Film/Album: Dhanak

Długość: 2:14

Wydany: 2016

Nazwa Muzyka razy

Zrzut ekranu Jeene Se Bhi Zyada Jeeyein Lyrics

Tekst piosenki Jeene Se Bhi Zyada – Dhanak

Mutthi hai choti
Pana hai Sara
Isse kam mein na
Karna guzara

Hum, kya jane
Kya hai Andhera
Aankho mein rakkhe
Hum apna savera
Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye

Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye

Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed do fikar kya
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed do fikar kya

Re thak kar kyu bhala hum tham jaye
Chlo na thoda hoslo ko smjhaye
Hoo aandhiyo se shart lgaye
Ke zindagi ki aankh se aankh milaye
Jaye Manzilo se lipat kar aaye

Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed do fikar kya

W kadmo ne jeet li hai sab rahe
Bahoo ne thami aasman ki bahee
Chlo ji khushiyo ke ghar ho aaye
Ke kona muskano se sajaye
Khwabo ki annkho ko dhanak pehnaye
Khari ret ke khet mein
Methe khab gae
Milo rasta rasta
Pero mein sajaye
Hoo jeene se bhi zyada jeeyein
Udhano se bhi aage udhee
Khwahishey aasmani zinda hai
Umeed do fikar kya…

Piosenka Teksty Khallas z Veerappan – 2016

Zostaw komentarz