Text piesne Aaj Jane Ki Zid z Naamkaran spieva Arijit Singh. Časť hindská pieseň zložil Aaryan s textami, ktoré napísal Fayyaz Hashmi.
Spevák: Arijit Singh
Text: Fayyaz Hashmi
Hudba: Aaryan
Dĺžka: 1:00
Text piesne Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (2x)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Tumhi socho zara kyun na roke tumhe (2x)
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2x)
Tum ko apni kasam jaane jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (2x)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2x)
Chand ghadiyan yehi hain jo aazaad hain (2x)
Inko khokar meri jaane jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zidd na karo (2x)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (2x)
Aaj jaane ki zidd na karo (2x)
Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Kitna masoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mairaaj hai (2x)
Kal ki kis ko khabar jaane jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Yoonhi pehlu mein baithe raho (2x)
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (x2)
Do pokladne Text piesne 36 Aayengi 36 Jayengi
অভিনন্দন লিরিক্সটেড.কমকে।
বার বার শুনি।প্রিয় বাংলা ভাষায় হলে আরো উপভোগ্য।।