Besedilo Aakhree Shaam – Cabaret | Bhoomi Trivedi

By Fikra Sami

Besedila Aakhree Shaam iz filma Kabaret. to Bollywoodska pesem poje ga Bhoomi Trivedi. Pesem ima glasbo, ki sta jo zložila Munish Makhija, Kaustav Narayan Niyogi. Besedilo pesmi Aakhree Shaam je napisal Kaustav Narayan Niyogi.

Pevec: Bhoomi Trivedi

Besedilo pesmi: Kaustav Narayan Niyogi

Sestavljeno: Munish Makhija in Kaustav Narayan Niyogi

Film/Album: kabaret

dolžina: 4:15

za javnost: 2016

Label: T-serija

Posnetek zaslona besedila Aakhree Shaam

Besedilo Aakhree Shaam – Cabaret

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan,
Aakhri jaam hai,

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan,
Aakhri jaam hai,

Kal yaha ho na ho,
Hum kise ye khabar,

Kal yaha ho na ho,
Hum kise ye khabar,
Bhar ke jee lo abhi,
Chota hai ye safar,

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane ja,
Aakhri jaam hai,

Koi ye jaane na,
Kaun kho jayega?

Koi ye jaane na,
Kaun kho jayega?

Koi ye jaane na,
Kaun kho jayega?
Koi ye jaane na,
Kaun kho jayega?

Kiski kismat chamkegi?
Kaun maara jayega ?

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan,
Aakhri jaam hai,

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan,
Aakhri jaam hai,

Khul ke jee zindagi,
Bas yehi kaam hai,
Khul ke jee zindagi,
Bas yehi kaam hai,

Na jiya jo iss tarah,
Toh jeena ilzaam hai,

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan..

Aakhri shaam hai,
Jo mere naam hai,
Peelo meri jaane jaan,
Aakhri jaam hai,

Kal yaha ho na ho,
Hum kise ye khabar,

Kal yaha ho na ho,
Hum kise ye khabar,
Bhar ke jee lo abhi,
Chota hai ye safar,

Aakhri shaam hai,
Aakhri jaam hai,
Aakhri shaam hai,
Aakhri jaam hai,
Aakhri shaam hai,
Aakhri jaam hai,
Aakhri shaam hai,
Aakhri jaam hai,

Aakhri shaam hai..

Pesem Mohe Aaye Na Jag Se Laaj Lyrics

Pustite komentar