Dhuaan Hai Dhuaan Zindagi Lyrics od Saala Khadoos, v kateri igrata R Madhavan in Ritika Singh – To Bollywoodska pesem poje ga Kalyani Nair, ki ga je napisal Swanand Kirkire in zložil Santhosh Narayanan.
Pevec: Kalyani Nair
Besedilo pesmi: Swanand Kirkire
Sestavljeno: Santhosh Narayanan
Film/Album: Saala Khadoos
dolžina: 2:41
Objavljeno: 2016
Label: T-serija
Dhuaan Hai Dhuaan Zindagi Lyrics – Saala Khadoos
Dhuaan hai dhuaan zindagi
Ik khwab jal gaya
Taara jo chamka tha kal
Andheron mein ghul gaya
Raat andheri andheri rahi
Ik subah mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahaan se chali thi
Wahin hoon khadi
Kya gazab ka ye khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab banke aaya tha tu
Yaad banke reh gaya
Inn andheri galiyon ka ab
Dikhta naa koi sira
Toot ke tu gir gaya
Ik tu sitaara tha mera
Roshni murjha gayi
Umeedein khumla gayi
Raat andheri andheri rahin
Ik subah mili thi kahin kho gayi
Baat adhuri adhuri rahi
Main jahaan se chali thi
Wahin hoon khadi
Kya gazab ka khel khela
Waqt ye kya kar gaya
Khwaab banke aaya tha tu
Yaad banke reh gaya