Ghamand Kar Besedilo – Tanhaji | Vrečka tandon

By Tulsi Mahabir

Ghamand Kar besedilo iz filma Tanhaji (2020), To Bollywoodska pesem je napisal Anil Verma, poje Vrečka tandon in parampara thakur, glasba, ki jo je zložil Sachet – Parampara, igra Parampara Thakur, Sachet Tandon.

Pevec: Vrečka tandon in parampara thakur

Besedilo pesmi: Anil Verma

Sestavljeno:  Vrečka – Parampara

Film/Album: Tanhaji

dolžina: 3:33

za javnost: 2019

Label: T-serija

Posnetek zaslona besedila Ghamand Kar

Ghamand Kar Besedilo – Tanhaji

Bhawani ke veeron, utha lo bhuja ko
Satyagini ko, mastak saja lo
Swaaha ho shatru, prachand macha do

Shapath ka pot veer pot, desh ka pot jeet pot
Kadmon ki taal se, dhool ka baadal saja

Shatru ke lahoo se, dharti ka shringaar kar
Desh par prahaar hai, prahaar kar, prahaar kar

Ghamand kar, Prachand kar
Taandav sa yudh kar, yudh kar bhayankar

[Rararara Rararara, Rararara raa] x4

Dekh tu shamsheer se, dusham pe vaar kar
Hauslon ko cheer ke, tukde hajaar kar

Naach ke ye maut ka, Jeet ki dhoon bana
Jeet ka gumaan kar, prahaar kar, prahaar kar
Desh par prahaar hai, gumaan kar, gumaan kar

Ghamand kar, Prachand kar
Taandav sa yudh kar, yudh kar bhayankar

[Rararara Rararara, Rararara raa] x4

Ghamand se chalo, naa daro naa giro
Kaat sabko dil se, jeet ki aur chalo

Ghamand ki pukar hai, daro naa daro
Daldal mein lahoo ke, badh chalo, badh chalo

Ghamand hi tere, sheesh ka sringaar hai
Cheer sheesh sabke, badh chalo, badh chalo

Ghamand se chalo, naa daro naa giro
Kaat sabko dil se, jeet ki aur chalo

Rakt girega maati taregi, pyaas bujhegi ho
Dushman katega dharti sajegi, desh sajega ho

Rakt girega maati taregi, pyaas bujhegi ho
Dushman katega dharti sajegi, desh sajega ho

[Rararara Rararara, Rararara raa] x4

Pesem Shankara Re Shankara Lyrics

Pustite komentar