Besedilo Koi Nahi – Chaman Bahaar

By Sumayya Abdella

Besedila Koi Nahi iz albuma Chaman Bahaar: This Bollywoodska pesem poje ga Brijesh Shandilya in Anisha Saikia, in ima glasbo Anshumana Mukherjeeja, medtem ko je Anand Bakshi napisal besedilo Koi Nahi za Chaman Bahaar. Pesem »Koi Nahi« je iz »Chaman Bahaar«

Pevec: Brijesh Shandilya in Anisha Saikia

Besedilo pesmi: Anand Bakshi

Sestavljeno: Anshuman Mukherjee

Film/Album: Chaman Bahaar

dolžina: 3:07

za javnost: 2020

nalepka: Glasba Saregama

Posnetek zaslona pesmi Koi Nahi

Besedilo Koi Nahi – Chaman Bahaar

Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
(sach)
Ishq karta hun aashique mera naam hai
Labon pe hai sach haath mein jaam hai
Ishq karta hun aashique mera naam hai
Labon pe hai sach haath mein jaam hai

Kabhi jhoothi ​​kasam humne khai nahi
Khai nahi khai nahi..
Iss dil mein jo baatein batayi nahin
Batayi nahin batayi nahin (sach)

Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
Saare shehar mein aapsa koi nahi koi nahi
Are koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi
Haan koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi

Apun kutte ki wo dum hai barah baras nali
Mein daalke rakho nali tedhi ho jayegi
Apun seedha nahin hoyega.. Kyun hai ke nahi?

Waakif hun pagle teri jaat se
Sadakchhap sohadon ke jazbaat se
Are anzaam se tu kitna bekhabar
Mein baandungi rakhi tere haath pe

Are anzaam jo bhi mein darta nahi
Aashique hun parvaah mein karta nahi

OGLAS

Asshiqui ek tarfa to badnaam hai
Tujhe pyaar karna mera kaam hai

Sacchi mahobbat aaj bhi koi nahi koi nahi'
Saare shehar mein aapsa koi.. (sach)
Are koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi
Haan koi nahi koi nahi koi nahi re baba koi nahi

Pesem Gupchup Lyrics

Pustite komentar