Prem Mein Tohre Besedilo – Begum Jaan (2017)

By Danika Garibaj

Prem Mein Tohre Lyrics od Begum Jaan z Vidyo Balan v glavni vlogi. to Bollywoodska pesem poje ga Asha bhosle. Zložil ga je Anu Malik, medtem ko je besedilo napisal Kausar Munir.

Pevec: Asha bhosle

Besedilo pesmi: Kausar Munir

Sestavljeno: Anu Malik

Film/Album: Begum Jaan

dolžina: 2:35

za javnost: 2017

Label: Glasba Times

Posnetek zaslona pesmi Prem Mein Tohre

Besedilo Prem Mein Tohre – Begum Jaan

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya..

Kab saans thaami
Kab saans chhori
Trda mera
Bayaan ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre

Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honthon pe Banaras waali
Baalon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre

Parde mein tohre
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein tohre
Chori chori chori chori mita jaaye na

Aata hai chhup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Ghayal dil aur dhadkan banjar

Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Yeh kya ho gaya

Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre..

Pesem Murshida Besedilo – Begum Jaan | Arijit Singh

Pustite komentar