Main Taare Lyrics – Salman Khan | Beležnica

By Sinforoso Escobar

Glavna besedila Taareja iz Beležnice, To Bollywoodska pesem poje ga Salman Khan, ki ga je sestavil Vishal Mishra in napisal Manoj Muntashir. V tem filmu nastopata Zaheer Iqbal in Pranutan Bahl, režiral pa ga je Nitin Kakkar.

Pevec: Salman Khan

Besedilo pesmi: Manoj Muntashir

Sestavljeno: Vishal Mishra

Film/Album: notebook

dolžina: 3:11

za javnost: 2019

Label: T-serija

Posnetek zaslona besedila Main Taare

Main Taare Lyrics – Beležnica

Main taare tod ke laau mere

Itne lambe haath nahi

Sabke jaisa hu main bhi koi

Mujhme alag si baat nahi

Haan.. mujhme alag si baat nahi

Dil phir bhi chupke se

Ye puchh raha tumse

Tum mujhse ae pyar karogi kya

Sapno mein ae ajnabi

Dheere se dakhil ho kabhi

Galliyon galliyon tera qissa aam hain

Saare chanaron pe likha

Saare baharon pe likha

Aayat aayat jaisa tera naam hain

Sapna ye sach kar paau mere

Aise toh halaat nahi

Sabke jaisa hu main bhi koi

Mujhme alag si baat nahi

Haan.. mujhme alag si baat nahi

Dil phir bhi chupke se

Ye puchh raha tumse

Tum mujhse ae pyar karogi kya

Resha resha tujhko bunta hoon

Kesar kesar tujhko chunta hoon

Bas ek vaham hain ya

Meetha sa bharam hain tu

Afwaahe ye bhi main sunta hoon

Dil phir bhi chupke se

Ye puchh raha tumse

Tum mujhse ae pyar karogi kya….

Pesem Safar Besedilo – Mohit Chauhan

Pustite komentar