Tera Ghata Besedilo – Gajendra Verma | Karishma Sharma

By Turfa Soltani

Tera Ghata Besedilo: Najnovejša Hindi pesem Pesem Tera Ghata poje Gajendra Verma. Besedilo pesmi in glasbo je podal tudi Gajendra Verma. Ta video pesem je režiral Vikram Singh. Izdan je bil leta 2018 v imenu Virtual Planet Music.

Glasbeni video vključuje Gajendra Verma & Karishma Sharma

Pevec: Gajendra Verma

Besedilo pesmi: Gajendra Verma

Sestavljeno: Gajendra Verma

Film/Album: -

dolžina: 4:25

Objavljeno: 2018

Label: Glasba virtualnega planeta

Posnetek zaslona pesmi Tera Ghata

Tera Ghata Lyrics

Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyar bhi tola hoga tumne
Ab na hai toh phir na sahi dilbar
Iss dil ko ye samjha liya humne.

Isme tera ghata
Mera kuch nehi jata
Zyada pyar ho jata
Toh main seh nahi pata
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nehi pata.

Hmm…hmm
Hmm…hmm!

Kuch khaas tha ye jaan leti jo
Meri nazar se dekha hota tumne
Iss baat ka bas gham hua mujhko
Thodi si bhi koshish naa ki tumne.

Isme tera ghata
Mera kuch nehi jata
Zyada pyar ho jata
Toh main seh nahi pata,
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nehi pata.

Hmm…hmm
Hmm…hmm!

Socha nahi tha zindagi mein yoon milogi
Milke bhi tum na meri ho sakogi
Par yaad aayegi jab bhi tumhari
Shiqayatein na hongi bas dua rahegi.

Ab ali kya kehna hoga humne
Karna tha jo woh kar liya tumne
Shaayad rahun ya na rahoon dilbar
Badla kabhi ye faisla tumne.

Isme tera ghata
Lyricsdaw.com
Mera kuch nehi jata
Zyada pyar ho jata
Toh main seh nahi pata,
Isme tera ghata
Mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata
Toh main seh nehi pata.

Hmm…hmm o…
Hmm…hmm o…(7x).

Nakup Besedilo Taare Mutiyare – Diljit Dosanjh | Neeru Bajwa Tukaj

Pustite komentar